Assalamu Alekum Islami Bhaiyon Aur Behno!
Is video me Hazrat baba Fakhruddin Rahmatullahi Aleh ki Biography And History Bayan ki gayi hai. Hazrat Baba Fakhruddin Rahmatullahi Aleh ki Pidayish( birth ) Mulk e Iran 1169 me huwi Aur Aap ka wisaal(death) Penagonda, Aandhra Pradesh, India me 1295 me huwa. Aap Mulke Sistaan ke baadshah the Aur Aap ne apni sultanate ko thokar maar kar Deen e Islam ki Khatir apne safar Kia Aur Hindustan ki riyasat Tamil Nadu ke Shehar Tiruchana Palli pahunche wahan aapki mulaqat Hazrat Table Shah Aalm se huwi. Hazrat Table Shah Aalam ne aapko Ijazat o khilafat de kar penukonda jaane ka hukm diya. Hazrat Baba Fakhruddin Rahmatullahi Aleh Penagonda pahunche Aur yahaan apne Deen ki Ishaa-at ki. Aap ka Mazar Shareef Penagonda Shareef me mojood hai.
Dargah Location link
Penukonda Darga
Penukonda, Andhra Pradesh 515110
Video: Hazrat Baba Fakhruddin Biography History | Penukonda Shareef Andhra
Reviewed by We Love Islam
on
November 06, 2018
Rating:

No comments:
Assalamwalaikum aap se guzarish hai ke oopar likhe huve post aur mauzoo ke baare me hi comment karen, deegar rabta kar ne ke liye CONTACT FORM use karen.