Gallery: Charminar HD Wallpapers Photos And History Of Charminar Hyderabad

This Is Charminar Hyderabad Photo Gallery And History....
Charminar HD Wallpaper
Doston Charminar islamic architect ka ek behtareen namuna hai. charminar ki tameer 1st muharram 1000hijri mutabiq 1591s me shuru huwi.Charminar ki tameer  Khandane Qutub Shahi ke 5th sultan, Sultan Quli Qutub Shah ne ki hai. sultan quli qutub shah ne 15saal ki umar me hi Golgunda saltanat ku sambhala tha. 
Charminar ka naam is me maujood 4minaron ki wajah se pada hai.Har minar me 4floors hain.
charminar ki unchayi 184feet hai. Charminar ke upar chadhne ke liye seedhiyan banayi gayi hain top floor tak jaane ke liye 149 steps hain. 
Charminar ke West me "Laad Bazar" maujood hai is laad badaz ko sultan quli qutub shah ne apni BETI "Hayaat Bakhshi Begam" ke shadi ke mauqe par shopping ke liye banaya tha.
Full History janne ke liye aap hamara ye video dekhen jisme charminar ka video bi dikhaya gaya hai is link par click karen  https://youtu.be/ypG4iS5PJOw
Hyderabad Charminar HD Wallpaper 

Charminar Hyderabad HD Image

Charminar Houz 
Hyderabad Charminar Main Raod Masjid


Hyderabad Charminar Masjid

Hyderabad Usmania Hospital

Hyderabad Usmaniya Unani Shifa Khana

Hyderabad Charminar In Side HD Photo

Hyderabad Charminar In Side Photo

Gallery: Charminar HD Wallpapers Photos And History Of Charminar Hyderabad Gallery: Charminar HD Wallpapers Photos And History Of Charminar Hyderabad Reviewed by We Love Islam on April 27, 2020 Rating: 5

No comments:

Assalamwalaikum aap se guzarish hai ke oopar likhe huve post aur mauzoo ke baare me hi comment karen, deegar rabta kar ne ke liye CONTACT FORM use karen.

Powered by Blogger.